Sunday, August 31, 2008

Maine dil se kaha....................



Har taraf hai matam chaya,
Jane kaisa mausam aaya,

Apne, apno ko bhulane lage,
Chod ke ek dosro ko jane lage,
Aur hum tanha akele apne gum mai muskurane lage,

Duniya ki is khokhli hasi se yeh mera gum bhala hai,
Kuch na hokar bhi yeh apna hai,

Maine dil se kaha dhoond lana khushi,
Nasamjh laya gum tau yeh gum hi sahi,


Pushpraj

No comments: